Sweetiee Weds NRI – Musafir Full (720p and 1080p) Video Song and Lyrics Ft. Zoya Afroz and Himansh Kohli

MERCENIE TEAM
May 21, 2017

Sweetiee Weds NRI – Musafir Full HD Video Song and Lyrics Ft. Zoya Afroz and Himansh Kohli

Musafir this is a new HD video song From Upcoming Bollywood Movie Sweetiee Weds NRI. Musafir song is sung by Atif Aslam and Palak Muchhal. This music composed by Palash Muchhal and lyrics penned by Kumaar. This movie is a comedy, drama, romance bollywood movie and also Musafir is the second song from upcoming Bollywood movie Sweetiee Weds NRI. This video song features are Zoya Afroz and Himansh Kohli in the lead role in this movie. This movie is directed by Hasnain Hyderabadwala and writer by Tariq Mohammad. This movie release on date 02 jun 2017.

SEE ALSO:- Yeh Ishq HD Video Song – Sunny Leone

Musafir-Video-Song-Image

Musafir Video Song Image

SEE ALSO:- Dil Dhadakne Do HD Video Song

Musafir Full 720p and 1080 HD Video Song – Sweetiee Weds NRI

Musafir Video Song Lyrics From Sweetiee Weds NRI Movie

Hmm…

Kaise, jiunga kaise?
Bataa de mujhko
Tere bina!

Kaise, jiyunga kaise?
Bataa de mujhko
Tere bina

Tera mera jahaan
Le chalun main wahaan
Koi tujhko na mujhse chura le
Rakh loon aankhon mein main
Kholun palke na main
Koi tujhko na mujhse chura le

Main andheron se ghira hoon
Aa dikha de tu mujhko savera mera
Main bhatakta ik Musafir
Aa dila de tu mujhko basera mera

Jaagi jaagi raatein meri
Roshan tujhse hai savera
Tu hi mere jeene ki wajah

Jab tak hain ye saansein meri
Inpe hai sadaa haq tera
Poori hai tujhse meri duaa

Tera mera jahaan
le chalun main wahan
Koi tujhko na mujhse chura le
Rakh loon aankhon mein main
Kholun palke na main
Koi tujhko na mujhse chura le

Main andheron se ghira hoon
Aa dikha de tu mujhko savera mera
Main bhatakta ik Musafir
Aa dila de tu mujhko basera mera

Kaise, jiungi kaise?
Bataa de mujhko
Tere bina!

Kaise, jiyungi kaise?
Bataa de mujhko
Tere bina

Tera mera jahaan
Le chalun main wahaan
Koi tujhko na mujhse chura le
Rakh loon aankhon mein main
Kholun palke na main
Koi tujhko na mujhse chura le

Main andheron se ghira hoon
Aa dikha de tu mujhko savera mera
Main bhatakta ik Musafir
Aa dila de tu mujhko basera mera

Leave a Reply